Posts

Showing posts from June, 2024

2022 ki Vikram Vedha ne 2017 ki Vikram Vedha ka naas maar diya

Hritik Roshan fir bhi thik hai, par saif ali khan ne jama ae naas maar rakha hai, maadhavan ko thoda dekh leta to badiya rehta, Gayatri aur Pushkar ne dobara banate waqt lagta hai dil se kaam nhi kiya, kher thik hai movie to banayi voh he bohot badi baat hai, movie bana na aasaan kaam thodi hai, merko to likhne mai do minute lagey